Matka Guessing Log inJoin

Matka Fantasy kaise kheleinमटका फैंटेसी कैसे खेलें – आसान तरीका

Yeh ek free game hai. Isme paisa nahi lagta aur paisa nahi milta. Aapko roz free coins milte hain. Sahi number chuno, coins jeeto, aur leaderboard mein naam lao.

Step by step

Har step ke neeche photo hai: peeli line wali cheez par tap karna hai.

  1. Free account banao ya login karoसिर्फ़ username और password चाहिए। मोबाइल नंबर नहीं, पैसा नहीं।

    Free mein khelo, 100 coins se

    Free account banaoLogin
  2. Market chunoजिस मार्केट में खेलना है उस पर टैप करो, जैसे Sridevi।
    SrideviNumber chuno 11:35 AM tak
    Khelo
  3. Dekho aapke paas kitne coins hainहर मार्केट में रोज़ 100 फ्री कॉइन। कल फिर नए 100।
    100/ 100 coins bache
    ✓ Saved
  4. Chuno kya khelna haiओपन अंक, क्लोज़ अंक, जोड़ी, ओपन पन्ना या क्लोज़ पन्ना।
    Open AnkSahi hua to ×9Close AnkSahi hua to ×9JodiSahi hua to ×90
    Open AnkOpen result ka aakhri ank (0 se 9). Jaise 149 aaya to ank 4.
    Close AnkClose result ka aakhri ank (0 se 9).
    JodiOpen ank aur close ank saath mein. Jaise 4 aur 1 aaye to jodi 41.
    Open PannaOpen mein aane wala 3 ank ka number. Jaise 149.
    Close PannaClose mein aane wala 3 ank ka number.
  5. Chuno har tap par kitne coins lagenge5, 10, 20 या 50। जितना चुनोगे, हर टैप पर उतने कॉइन लगेंगे।
  6. Number par tap karoएक बार टैप = 10 कॉइन। दो बार टैप = 20 कॉइन। गलती हो गई? नीचे − या × दबाओ।
    1234205

    Panna ke liye: pehle ank chuno, phir us ank ke panna dikhenge. Ya seedha panna likh do, jaise 149.

  7. Save karo dabaoसेव नहीं किया तो आपके नंबर नहीं गिने जाएंगे!
    80coins bache
    Save karo
  8. Time ka dhyan rakhoओपन वाले नंबर मार्केट खुलने से पहले। क्लोज़ वाले नंबर मार्केट बंद होने से पहले।
    Open number11:35 AM tak chuno
    Close number12:35 PM tak chuno
  9. Result ke baad apne coins dekhoसही नंबर पर ✅ और जीते हुए कॉइन। लीडरबोर्ड में अपनी जगह देखो।
    Open Ank4
    20 coins · ✅ jeete 180
    Jodi47
    10 coins · ❌ nahi aaya

Ek example: Ramesh ne kaise khela

Ramesh ke paas 100 coins the. Usne yeh chuna:

• Open Ank 4 par 20 coins · Jodi 47 par 10 coins · Open Panna 149 par 10 coins · Close Ank 7 par 20 coins

Result aaya: 149-41-236

Open Ank 4 sahi: 20 × 9 = 180

Open Panna 149 sahi: 10 × 140 = 1,400

Jodi 47 aur Close Ank 7 nahi aaye: 0

Ramesh ne kul 1,580 coins jeete aur leaderboard mein upar aa gaya.

Yaad rakho

  1. Yeh free hai

    Kabhi paisa nahi lagta. Koi is game ke naam par paise maange to mat dena.

  2. Roz naye coins

    Har market mein roz 100 coins. Bache coins agle din nahi jaate.

  3. Save karna mat bhoolo

    Number chunne ke baad hamesha Save karo dabao.

  4. Doston ko bulao

    Contest banao aur link WhatsApp par bhejo. Dekho group mein kaun aage hai.

Free game, sirf maze ke liye. Coins ki koi paise wali value nahi hai.

▲▼